10 December, 2009

"Duur" (Strings) parody

It's not perfect, but I hope I've done a decent enough job.

(Original is here)

duuudh duuuuuuuuuudh
duudh koi pilaye
kaheen chupke se woh subeh aa jaye
duudhwalaaa...
duuudh duuuuuuuuuudh

Raaton mein ek glass peeke
main so jaaoon
Aur sapno mein raste
pe duudh ki nadiyaan bahaaoon
Tair bhi na paon usme main doob bhi na jaoon
Jaise koi peeta ho chai
waise use main pee jaaoon
duuudh duuuuuuuuuudh

Suraj ke kirno se jaaga hain
duudh ka deewaana
Par yehi deewaana
hain duudh se thoda naaraz-ha
Aakhein meri laal aur ab toh
duudh hain na pyaara
Lakhon litre hain jisne peeya
ab maange thoda bournvita
duuudh duuuuuuuuuudh

duuudh duuuuuuuuuudh (many many times)
duudh koi pilaye
kaheen chupke se woh subeh aa jaye
duudhwalaaa...
duuudh duuuuuuuuuudh (ditto)

5 comments:

  1. One of your worst posts. It's really the pits. Where has the creativity gone? Where have the limericks disappeared. It is not even funny. It is a blot on an otherwise great blog.

    ReplyDelete
  2. crazy shit, how can this not be taken pervertedly?

    ReplyDelete
  3. Aiyoo. I didn't take it pervertedly! Now I am. Hmph.

    Not bad. I like the fact that it fits perfectly in the tune. I actually sang your blog post to myself.

    ReplyDelete
  4. Can I put all the blame on TIFR? Would love to. :D Well, as Anne said, atleast it fits into the tune. The lack of humour... ehm, hmm, er...

    (Goes into a corner and sobs.)

    ReplyDelete
  5. this can be a good rock metal song ;)
    unfortunately nothing more!

    ReplyDelete